|
Post by smartkey on Dec 7, 2007 22:34:47 GMT 5.5
kahan gayi tanhaee... jab main akele soya karta tha takiye me sir rakh kar roya karta tha chand ki chandni se badalon ki parchhayee se batein kiya karta tha
kahan gayi tanhaee... jab main duniya dekh kar badlte logon ko dekh kar dil ko samjata tha dil me ummid lagaye betha tha kabhi meri jeet hogi kabhi meri baat hogi
aaj kis pawan ke zonke ne khayalon ke mauke ne jeene ki ek rah dikhai jhumne ki wajah batai per phir bhi kisi ki kami hai kuch baat to wahin per thami hai
kahan gayi tanhaee.. jab me har mod har rah per use dhundta tha suraj ki kirno ko panchiyon ke gano ko har mod per dhunda karta tha kahan gayi tanhaee...
|
|
|
Post by vimala on Dec 7, 2007 22:48:46 GMT 5.5
Nice poem
I appreciate your writting skill. keep it up.
|
|
|
Post by smartkey on Dec 7, 2007 23:05:35 GMT 5.5
thank you for ur comments...
|
|