Hey guys,
Like me, many of u might have been trying to pick out the Arabic words in the song "Kaho naa kaho" from the movie Murder.
Now u don't have to worry.
I found the song with the Arabic lyrics in it.
--MALE--
(Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai) - 2
(Baadalon se oonchi uraanoon ki
Sab se alag pehechaanoon ki
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob) – 2
Arabic lyrics follow
tamaleem haaaa
vala hain tava id an neeti al diva haan
tamaleem aaaan
tamaleem bale uffal be vala anzaal
tamaleem hissh veen amtaah alun via
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai
Andhere raaston ka tu sitaara hai
Arabic lyrics follow
tamal habibi nakhteh ilah
ilaih anihi nindai ilah
vinao valaiha kuli khu
nakhania habibi nakhteh ilah
Tu hi jeene ka sahaara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai
Kaho na kaho yeh saansein bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Labon pe naam tere bas hamaara hai
Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
(Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi chehra nazaara hai) - 4
Have fun !!