|
Post by loyalgurl on Jan 24, 2006 11:39:08 GMT 5.5
Tere baare mein jab socha nahi tha main tanha tha magar itna nahi tha main tanha tha magar itna nahi tha ..
Teri tasveer se karta thaa baatein mere kamre mein aaina nahi tha
Samandar ne mujhe pyaasa rakha main jab sahra mein tha pyaasa nahi tha..
Manane ruthne ke khel mein hum bichad jaayenge ye socha nahi tha ...
Tere baare mein jab socha nahi tha.... main tanha tha magar itna nahi tha....
|
|