|
Post by kuchu on Jun 27, 2006 17:30:59 GMT 5.5
juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai palkon mein banke aansu tu chali aati hai juda hoke bhi
waise zinda hu zindagi bin tere main dard hi dard baaki raha hai seene mein saans lena bhar hi yaha jeena nahi hain ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai palkon mein banke aansu tu chali aati hai
saath mere hain tu har pal shab ke andhere mein paas mere hain tu ujale savere savere mein dil se dhadkan bhula dena aasan nahi hai ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai palkon mein banke aansu tu chali aati hai
ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein yeh jo yaadein hai - 2 sabhi kaatein hai - 2 katado inhe - 2 ab toh aadat si hai mujhko
|
|
|
Post by kuchu on Jun 27, 2006 17:31:29 GMT 5.5
Na jaane kab se umeedein kuch baaki hain Mujhe phir bhi teri yaad kyon aati hai Na jaane kab se
Door jitna bhi tum mujhse, paas tere main Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein Zindagi se koyi shikwa hi nahi hai Ab to zinda hoon main is neele aasmaan mein
Chaahat aisi hai yeh teri badti jaaye Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye Yaadein gehri hain itni, dil doob jaaye Aur aankhon mein yeh gham nam ban jaaye
Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein
Sabhi raatein hain, sabhi baatein hain Bhoola do unhe, mita do unhe
Ab to aadat si hai mujhko
|
|
|
Post by kuchu on Jun 27, 2006 17:31:50 GMT 5.5
(dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaayen ek tanha sa chaand nikalkar sab roshan kar jaayen har taraf yaha madhoshiyaan phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka) - 2
kabhi khushi hain kabhi koi gam kabhi haseen hain aankhein kabhi num jiyo hus ke yaaron ke jiyo jeena padta hain har mausam bekhudi mastiyaan sab yahaan hain le majaa inka jaanam har taraf yahaan madhoshiyaa phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaayen ek tanha sa chaand nikalkar sab roshan kar jaayen har taraf yaha madhoshiyaan phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka
kabhi laga kash kabhi laga dam dhunda le apna koi hamdam kaun kehta hain tanha raho achha hota nahi tanhapan pyaas hain jaam hain saakiya hain le mazaa inka tu jaanam har taraf yaha madhoshiyaan phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaayen ek tanha sa chaand nikalkar sab roshan kar jaayen har taraf yaha madhoshiyaa phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka
|
|
|
Post by kuchu on Jun 27, 2006 17:32:15 GMT 5.5
tujhe dekh dekh sona - 2 tujhe dekh kar hain jagna maine yeh zindagani sang tere bitaani tujhmein basi hain meri jaan haai (jiya dhadak dhadak - 3 jaayen) - 2 tujhe dekh dekh sona tujhe dekh kar hain jagna maine yeh zindagani sang tere bitaani tujhmein basi hain meri jaan haai jiya dhadak dhadak - 3 jaayen
kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe - 2 inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa - 2 kehna kabhi to mera maan haai (jiya dhadak dhadak - 3 jaayen) - 2
lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe - 2 mere sapno mein aake apna mujhko banake - 2 mujhpe tu kar ehsaan haai (jiya dhadak dhadak - 3 jaayen) - 2
tujhe dekh dekh sona tujhe dekh kar hain jagna maine yeh zindagani sang tere hain bitani haai (jiya dhadak dhadak - 3 jaayen) - 2
dhadak jaaye jiya dhadak jaaye jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak jaaye (jiya dhadak dhadak - 3 jaaye) - 4
|
|
|
Post by kuchu on Jun 27, 2006 17:32:36 GMT 5.5
yeh pal ke tu hai zindagi yeh pal kho na jaaye kahi yeh pal ka tu kar le yakeen yeh aaj hai toh kal nahi yeh pal aawara sahi yeh pal mehbaad koi yeh pal hai wafa ki talab yeh pal ko salaam mera yeh meri bandagi (jeena marna hai is pal mein sab kutch chupa hai is pal mein) - 2 yeh pal ke tu hai zindagi yeh pal kho na jaaye kahi yeh pal ka tu kar le yakeen yeh aaj hai toh kal nahi yeh pal aawara sahi yeh pal mehbaad koi yeh pal hai wafa ki talab yeh pal ko salaam mera yeh meri bandagi
(humko nahi sabar kal ki kyu ho fikar tay karlo yeh safarbas yu hi ) - 2 yeh shak jaaye gujar ho jaane do sahar tab jaake kal ka hoga yakeen (jeena marna hai is pal mein sab kutch chupa hai is pal mein) - 2 yeh pal ke tu hai zindagi yeh pal kho na jaaye kahi yeh pal ka tu kar le yakeen yeh aaj hai toh kal nahi yeh pal aawara sahi yeh pal mehbaad koi yeh pal hai wafa ki talab yeh pal ko salaam mera yeh meri bandagi
(anjaane chehren hai masti ki lehren hai armaan gehren hai dil mein) - 2 na koi bandish hai na koi pehren hai sara jahaan hai is pal mein (jeena marna hai is pal mein sab kutch chupa hai is pal mein) - 2 yeh pal ke tu hai zindagi yeh pal kho na jaaye kahi yeh pal ka tu kar le yakeen yeh aaj hai toh kal nahi yeh pal aawara sahi yeh pal mehbaad koi yeh pal hai wafa ki talab yeh pal ko salaam mera yeh meri bandagi
|
|