|
Post by vimala on Jun 13, 2008 7:25:52 GMT 5.5
aasha ashim hai iska koi anth nahi hai jo isme fhans gaya wah sacha sant nahi hai santosh ka khajana bana deta hai aadami ko kuber chain se jine ka isse koi saral path nahi hai
|
|
|
Post by vimala on Jun 13, 2008 7:28:52 GMT 5.5
nirash n hokar kaarya karte jao lakhasya per drusti rakh her kadam badao manzil sawyam tumhare charno me hongi tum sawyam ka viswas to jagao
|
|