|
Post by vimala on Jun 28, 2008 7:32:40 GMT 5.5
Udas mosam main muskarana na tare bus mian na mare bus main Judai ke roog ko chupana na tare bus main na mare bus main
Woh fasl-e-gul to ab dhal chuki hay, chita mohabat ki jal chuki hay Wafa ki maet ko ab udhana na tare bus main na mare bus main
Khizan ke Pur Khar Raaston ki Aziatian jab naseeb tehrain Gulab Rutoon ko Gale lagana na tare bus main na mare bus main
Woh piar ke pal woh chand raatain woh dil nasheen phole jaisi batain Haseen Yadon ko Bhol jana na tare bus main na mare bus main
|
|